CA Study Notes (Inter, Final & Foundation) dan repost
Congratulations to all who Passed.. ๐๐
& For others :
TU KYU ROTA HAI ?
'' Khatam nahi hui zindagi teri tu kyu rota hai ?๐ญ๐ญ
Aisa na soch ye sab tere sath hi kyu hota hai..๐ฅ๐ฐ
.
Nahi hui hai teri jeet tu hi zimmedaar par ๐
hasne dey unko jo haste hai teri haar par๐ป
har haar ko bana seedhi aur chal dey manzil ki aur ๐๐
haan is life ko ab tujhse chahiye more ๐๐
.
Apne aap se kar waada ๐ค๐
Ab mehnat karega zaada๐ต๐
Tujhe unhe hai dikhana๐ช
Jo marte hai tujhe taana๐ฃ๐
Tu kar mehnat..kama daulat๐ฐ๐ธ
Aur kar fir chahe aish jab tak๐๐
Chod dey tu aalas ki ye latt๐ฏ๐
Dil ka kya wo to karega dhak dhak๐๐
Par dil ka gulaam tu banega kab tak๐๐
.
Shok hai jo tere bad mein karlio pure ๐ป๐
par usse pehle tere bhot kam pade hai adhure๐๐ญ
.
Nikal gaye hai aage wo jo tere yaar ๐๐
Mat ro unke peeche ๐ญ๐ด
Do gaye hai bad mei ban jayenge naye char ๐ฌ๐ฌ
Kuch na agar ban paya tu ๐ฎ๐ฒ
Toh kya dosti ka dalega achaar ? ๐ฃ๐
.
Apni kismat ko tu mat koss ๐๐
Bass bhot karliaa afsoss๐ณ๐ญ
Bure din aaye hai๐ฟ
Ache bhi ayengey ofcourseโ๏ธ๐
.
Khud se mat ho naraz๐
Apni ander ki sun awaz๐
Aur kuch kr jaa aisaa ki๐๐ช
Puri dunia ko ho tujpe naaz๐๐
.
Puri kar wo jo kammi reh gyi thi baki๐๐ผ
Ek bar fir nirash hona na pade taki๐๐
.
Pura kar wo jo dekha tha tune sapna๐
Badi gadi ,paisa, shandaar ghar ho apna ๐๐
Kuch nahi milta iss dunia mei asani se๐ข๐ฃ
Kuch nahi milta yaha man ki manmani se๐ฝ
.
Ek din aisa ayega tu jashn manayega ๐ญ๐
Apne naam k aage jab tu CA likha payega ๐
Apni mehnat k bal pe tu dunia pe chha jayega, ๐ฐ๐ค
Bass khud par kar bharosa har sapna sach hota jayega !๐๐ช๐๐