Prarthi Library


Гео и язык канала: не указан, не указан
Категория: не указана


https://chat.whatsapp.com/JDPMNG6JsZLAIwB4H3GmSQ
Prarthi Library Admission Open For 2024 - 2025 Session, from 21st July 2024 without registration fee. @prarthilibrary #PrarthiLibrary

Связанные каналы

Гео и язык канала
не указан, не указан
Категория
не указана
Статистика
Фильтр публикаций


Prarthi Library Registration Form

Link - https://bit.ly/Prarthi

Prarthi Library is Professional Reading Room For Aspirants

Facilities - Free Wifi, Free Parking, Fully AC, Daily News Paper, Personal Locker, Lamp Light & Charging Point, RO Water, Lunch room & Discussion Room, 24x7 Open & Power Backup, CCTV Surveillance and many more..

Monthly Fee -
699 ₹ (6 Hrs),
1099 ₹ (12 Hrs),
1500 ₹ (24 Hrs)


Address - Madhu Vihar, Rajapuri, Dwarka Sec. 5, Bindapur, New Delhi 110059


Why Library is Important for Competitive (government/private) Exams ?

● Library ek study focus hall hain jaha aap ko aur bhi students milte hain jin ki kadi mehnat dekh ke aap Inspired and Motivated rahenge.

● aap ke Seniors Aap ko Guidance, Preparation Strategies, Personalized Advice and Recommendations denge ke aap ko kya kaise karna hain.

● Exam relevant Books and Internet aap ke knowledge ko aur badhayenge and exam mein aane wala questions ko aap ache se samjh payenge.

Practice Question Banks jis se aap apni answer writing ko aur behtar bana payenge and library mates ke sath discussion bhi kar payenga.

● Peaceful Environment hone se aap apni padhi pe jyada ache se dhayan de payenge.

Bina kisi Friends, party, family, Relatives, Neighborhoods ke Disturbance ke aap apna precious time apni padhi pe de payenge.

Library mein ek fixed time pe apni padhi karna, baatein ya phone pe baat nahi karna, apne laksh ko pane ke liye hardwork karna etc.. yeh sabhi Habits aap ko distraction se dur ek disciplined insan banati hain jo aap ki safalta ka mukhaye karan banti hain.

● library mein aap ko aur bhi students milenge jin ke saath aap mil ke Group Study, Group Discussion & Group Debate ke sath sath study materials / books bhi aapas mein Share kar payenga ek dusre ke saath.

● library mein aap ko aap se Jyada Knowledge wale students bhi milenge jin se aap interact karke apni knowledge badha sakte hain.

● Aap apna koi bhi question puch sakte hain jin ke aap ko bahut se answer milenge and jinhe aap nahi bhulenge kyuki Debates aap ke mind mein jyada samye tak rehti hain and ye aap ki communication skills and knowledge ko badhne mein bahut help karti hain.

Registration For Prarthi Library starting from Tomorrow 21st July 2024 (Sunday)

691 0 1 38 25
Показано 2 последних публикаций.

154

подписчиков
Статистика канала