Ramadan dheere dheere rukhsat ho raha hai, aur yeh aakhri din ALLAH ki taraf se ek bohat qeemti tohfa hai!!
• Inhein aam dinon ki tarah zaya mat hone dein…Shayad yahi woh Ramadan ho jisme ALLAH aapke gunahon ko maaf kar de, aapki duaein qubool kar le aur aapki taqdeer badal de!!
• Namaz thodi aur khushu ke saath parhein, Qur’an zyada muhabbat se tilawat karein, aur har khamosh lamhe mein ALLAH ko yaad karein…Agar thakan mehsoos ho bhi jaye to khud ko yaad dilayein ke aap ALLAH ke saamne kharay hain, woh ALLAH jo har aansu ko dekhta hai aur dil ki har khamosh dua ko sunta hai…🥹Yeh aakhri raatain Laylatul Qadr ko chhupa sakti hain, jo hazaar mahino se behtar raat hai…Is liye poore dil ke saath ALLAH ki taraf rujoo karein, us se maghfirat, hidayat aur sukoon maangein, kyun ke humein nahi pata ke ALLAH humein agla Ramadan naseeb karega ya nahi!!🥲